Jivan de diya jise
sirf aur sirf uski khatir
Wo iljam lagate hai
Ki unki taklif se
Hame koi lena dena nahi
Kaas hum is mizaj ke hote
To hame kabhi koi taklif
He nahi hui hoti
Aur tab sach mei
Unki taklif se bhi
Koi lena dena hame
nahi hota
Aankho mei paani ki jagah
Hotho par muskuraht
Hoti
Kabhi wo bhi fursat mei beith
Kar soche unhe kya sach mei
Hamare dard se lena dena hai
Ya fir mai sirf unke sukh ki
Talash thi
Jarurat puri ho jaane par
Saaman bekar ho jaata hai
Ya saman ki yaad tab aati hai
Jab jarurat ho
Chaht hoti to wo dard samjhte
Bhavnaye samjhte
Wo samjhte ek trafa
kuchh bhi nahi hota
Ab shyed hum bhi
Unki trah naa sahi
Par bhavnaye marne lagi
Hai meri bhi
Kyuki zinda hokar jiye bhi to
Keise jiye
Kabhi kabhi zine ke liye bhi
Marna padta hai
Sahne ke liye pathar hona padta hai
Pas rahne ke liye
Dur hona padta hai
Kaas wo sab samjhte
To ye naa kahte ki
Hame unke dard se
Koi lena dena nahi hai
Unka dard le sare sukh
Udhele hai hamne
Par ab sab khali khali
Sa hai
Sab de diya to ab bacha kya hai
Unhe hamara mar kar zina bhi
Taklif de raha hai
Par wo bhul rahe
Mai bhi inshan hun
Meri dhadkane bhi hai
Jine ka haq mera bhi hai
Chahte meri bhi hai
Marji unki hai
Wo mujhe paa na sake
Agar unhe hame kho ke sukun
Aata hai kyuki hum to
Unki jarurat the
To wo bhi kar ke dekh le
Unke khone mei shayed
Hame he nai zindagi mil
Jaaye
Aur tab ehsas unhe bhi
Ho ki kya paaya tha aur kya
Khoya hai
Aur unke dard ko hamne keise
Sambhala tha
Unki muskuraht ko
Apne aashuo se sincha tha....
Tab wo kahenge
Haan bs tum he the
Jise mere dard se lena dena tha ...
sirf aur sirf uski khatir
Wo iljam lagate hai
Ki unki taklif se
Hame koi lena dena nahi
Kaas hum is mizaj ke hote
To hame kabhi koi taklif
He nahi hui hoti
Aur tab sach mei
Unki taklif se bhi
Koi lena dena hame
nahi hota
Aankho mei paani ki jagah
Hotho par muskuraht
Hoti
Kabhi wo bhi fursat mei beith
Kar soche unhe kya sach mei
Hamare dard se lena dena hai
Ya fir mai sirf unke sukh ki
Talash thi
Jarurat puri ho jaane par
Saaman bekar ho jaata hai
Ya saman ki yaad tab aati hai
Jab jarurat ho
Chaht hoti to wo dard samjhte
Bhavnaye samjhte
Wo samjhte ek trafa
kuchh bhi nahi hota
Ab shyed hum bhi
Unki trah naa sahi
Par bhavnaye marne lagi
Hai meri bhi
Kyuki zinda hokar jiye bhi to
Keise jiye
Kabhi kabhi zine ke liye bhi
Marna padta hai
Sahne ke liye pathar hona padta hai
Pas rahne ke liye
Dur hona padta hai
Kaas wo sab samjhte
To ye naa kahte ki
Hame unke dard se
Koi lena dena nahi hai
Unka dard le sare sukh
Udhele hai hamne
Par ab sab khali khali
Sa hai
Sab de diya to ab bacha kya hai
Unhe hamara mar kar zina bhi
Taklif de raha hai
Par wo bhul rahe
Mai bhi inshan hun
Meri dhadkane bhi hai
Jine ka haq mera bhi hai
Chahte meri bhi hai
Marji unki hai
Wo mujhe paa na sake
Agar unhe hame kho ke sukun
Aata hai kyuki hum to
Unki jarurat the
To wo bhi kar ke dekh le
Unke khone mei shayed
Hame he nai zindagi mil
Jaaye
Aur tab ehsas unhe bhi
Ho ki kya paaya tha aur kya
Khoya hai
Aur unke dard ko hamne keise
Sambhala tha
Unki muskuraht ko
Apne aashuo se sincha tha....
Tab wo kahenge
Haan bs tum he the
Jise mere dard se lena dena tha ...
Comments
Post a Comment