Kai baar samjh nahi aata ki zindagi kaha jaa rahi hai aur hame kya karna chahiye
Ye pal thoda rukne aur samjhne ka isara karti hai khud ka ankalan karne ka ki sab thik to hai !!!
Kai kahaniya hai naa jaane un kai logo ki jo safar par chale the to manjil kuchh aur thi
Par chalte huye samjh aaya jaana kahi aur tha aur puri ki puri jivan ki kahani he badal gai !!!
Kai baar ya u kahu aksar ye hota hai ki hum jo hote hai wo hona nahi chahte hum kuchh aur banana ya karna chahte hai par ise bhi alag ek baat hai ki wastav mei hame hona kya hai !!!
Jis din ye baat samjh mei aa jaata hai ki hum kis liye hai to hum jo hona chahte hai aur jo hai sab badal kar ek ho jaata hai aur tab hamari asli saflta ki manjil hame milti hai safar pta chalta hai ki jaana kaha tha !!!
Saflta ye nahi ki hum jit gaye ya haar gaye
Saflta us rah mei chalna hai aur ek ek chhote chhote kadmo se aage us rah mei badhna hai aur naye mukam banate huye use hasil karna hai !!!
Jab hamari pasand ka ya u kaha jaaye
jab tak hamari urja ke anusar ya jiske liye hum banw ya parmatma jaha le jaana chahta wo nahi milta tab tak hum kai baar rukne thakne
Wali sthiti mei aate rahte hai !!!
Jab hum hamari wastavik sapne ko jaan lete hai to wahi junun ban jaata hai aur hum apni puri kshamta laga dete hai aur usme hum thakte nahi khushi milti hai sukun milta hai !!!

Comments
Post a Comment