DARD PALNA BHI JARURI HAI
Dard bhi palna jaruri hai
Ye dard jine ki vajah dete hai
Ye dard bhi bade kamal ki chij hai
Buddh ka dad unhe mahan sant bana gaya Meera ka dard unhe mahan bhakt bana gaya
Balmiki ko jab dard hua daaku se Mahan rachiyata ban gaye
Sabri ke intjar ka dard unhe parmatma se mila deta hai
Wahi ansuiya ke santan naa hone ka dard he unhe mahan mata bana jaata hai
Naa jaane kitni kahaniya bikhri hui hai
Ye dard bhi Zindagi ban jaati hai
Sindhu taai ka dard unhe anatho ki mata bana jaata hai
To wahi desh ke prati bhakti kisi ko jhashi ki rani bana jaata hai
U lagta hai ye dard he sab kuchh hai
Isliye ye dard bhi palna jaruri hai...
Shiv ko dard hua to jahar pi liya
Manvta ke liye
Koi dard mei prem ka sandesh de suli chadh jaata hai
Ye dard aur use mahsus karne ki takat deta hai
Khud ki khud se pahchan karwata hai
Jo dard samjh gaya use zina aa gaya
Isliye dard palna bhi jaruri hai...
Janam he hamara dard se hua
Yahi bata hai dard naa hota to
Hum naa hote ek maa maa naa kahlati
Ye dard he manvta ki sikh deti hai
Isliye dard palna bhi bahut jaruri hai..

Nice your thoughts and very good morning.....
ReplyDelete