Kuchh riste jinhe geir kaha jaata hai...
Kuchh riste jinhe sutela kaha jaata hai.....
Kya eisa sach mei hota hai......?
Kya fir fark najariye ka hota hai......?
Kya fark sirf isliye ki samaj sadiyo se yahi sikha raha hai....?
Eisa hota to apno mei bhi vibhishan shakuni aur kansh kyu hai...
Fir yasoda aur dhaye maa kyu hai...
Dosti ke aur geiro mei bhi apno ke kai kahaniya bhari hui hai.....
Fir bhi ye najariya kyu ki sirf khun ke riste he apne hai.......
Eisa hota to duniya mei anath ashram naa hota ...
Aur naaa vridhashram hota......

Comments
Post a Comment