NAJARIYA                                                           
Hum sab jaante hai ki apni prasthoti ko badalna hai to hame khud ko badalna hoga
Par sab jaante huye bhi hum sabhi eisa bahut kam he soch paate hai ya kar paate hai
Karan kya hai....
          Karan hai sahnshilt aur dharya ki kami saath he sakaratmak soch naa rakhna aur man ko shant naa rakhna aur sabse upar ek aur baat hai ki aapke salahkar ....
       Agar humne samjhdari dikate huye man shant rakhte huye sahi soch ke saath khud ko badlna jeise suru kiya aap dekhenge ki prasthitiya khud badlne lagti hai
        Asal mei hota ye hai ki prasthiti wahi ab aapka najariya badal gaya aur najarita badlte har chij ko dekhne sochne ka bhi najariya badal gaya aur jis trah aap pratikriya dete the ab wo band hogaya to sab badla hua sa mahsus hota hai....
         Khud par kaam kijiye kyuki hum jaante hai samne wala insan ya prasthiti aapke badlne se nahi badlne wali par hum apni puri takat lagate hai ki dusra badal jaaye jo ho nahi sakta...
         Agar apni jindagi behtar karni hai aur har insan aur prasthiti ke saath to khud par kaam karna suru kijiye khud ko samjhaiye khud ko badaliye aur sab badal jaata hai ...
        hamari soch aur najariye mei badi takat hai use khud ko paralhne aur sudharne aur aage badhne ke liye upyog kijiye tab aap ek udaharan ban jaate hai aur tab log aspko dekh kud badlne lagte hai ....
Uska istemal apne liye kijiye 

Comments

Popular posts from this blog