PRSTHITI KEISI BHI HO KHUD KO BEHTAR RAKHE..
Jivan de diya jise sirf aur sirf uski khatir Wo iljam lagate hai Ki unki taklif se Hame koi lena dena nahi Kaas hum is mizaj ke hote To hame kabhi koi taklif He nahi hui hoti Aur tab sach mei Unki taklif se bhi Koi lena dena hame nahi hota Aankho mei paani ki jagah Hotho par muskuraht Hoti Kabhi wo bhi fursat mei beith Kar soche unhe kya sach mei Hamare dard se lena dena hai Ya fir mai sirf unke sukh ki Talash thi Jarurat puri ho jaane par Saaman bekar ho jaata hai Ya saman ki yaad tab aati hai Jab jarurat ho Chaht hoti to wo dard samjhte Bhavnaye samjhte Wo samjhte ek trafa kuchh bhi nahi hota Ab shyed hum bhi Unki trah naa sahi Par bhavnaye marne lagi Hai meri bhi Kyuki zinda hokar jiye bhi to Keise jiye Kabhi kabhi zine ke liye bhi Marna padta hai Sahne ke liye pathar hona padta hai Pas rahne ke liye Dur hona padta hai Kaas wo sab samjhte To ye naa kahte ki Hame unke dard se Koi lena dena nahi hai Unka dard le sare sukh Udhele hai hamn
Comments
Post a Comment